Artículos relacionados a Nau Sparsh, Ek Woh: हर उम् ...

Nau Sparsh, Ek Woh: हर उम्र में नवदुर्गा, हर रूप में वो - Tapa blanda

Dr Tripti Sharma; Dr Kritika Raj Sharma

 
9798908000109: Nau Sparsh, Ek Woh: हर उम्र में नवदुर्गा, हर रूप में वो

Sinopsis

Stri ki zindagi keval umr ke padaavon se nahin guzarti, vah har padaav par swayam ko ek naye roop mein rachti hai. 'Nau Sparsh, Ek Vo' isi stri-yatra ki kahani hai-nau padaav, nau sanvedanaen aur un sabke bheetar ek hi stri ka anaginat roopon mein khilna. In nau sparshon mein masoomiyat bhi hai, jigyasa bhi; prem bhi hai, srijan bhi; mamata bhi hai, sangharsh bhi; aatmanirnay bhi hai aur antatah apne hone ki sveekriti bhi.Yahi to stri ka shashvat vidhan hai-vah janm nahin leti, swayam ko rachti hai. Har aayu mein ek Durga jagti hai, har sangharsh mein ek Shakti nikharati hai.

"Sinopsis" puede pertenecer a otra edición de este libro.

Sus derechos de garantía legal: Todos los consumidores de la UE se benefician de al menos dos años de protección de garantía legal para cualquier bien de consumo que se venda en la UE. Ver más